Jaadu hai nasha hai, madhoshiyaan Tujhko bhulaake ab jaaoon kahan. Dekhti hai jis tarha se teri nazrein mujhe Main khud ko chhupaaoon kahan Jaadu hai nasha hai, madhoshiyaan Tujhko bhulaake ab jaaoon kahan Dekhti hai jis tarha se teri nazrein mujhe Main khud ko chhupaaoon kahan Jaadu hai nasha hai, madhoshiyaan Tujhko bhulaake ab jaaoon kahan Yeh pal hai apna to is pal ko jee le Sholon ki tarha zara jalke jee le Pal jhapakte kho na jaana chhooke kar loon yakeen Na jaane pal yeh paaye kahan Jaadu hai nasha hai, madhoshiyaan Tujhko bhulaake ab jaaoon kahan Baahon mein teri yun kho gaye hain Armaan dabe se jagne lage hain Jo mile ho aaj humko door jaana nahin Mita do saari yeh dooriyaan Jaadu hai nasha hai, madhoshiyaan Tujhko bhulaake ab jaaoon kahan Dekhti hai jis tarha se teri nazrein mujhe Main khud ko chhupaaoon kahan.
Jaadu hai nasha hai
Hanumant Nalwade
0